Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

jab mayusi dilon pe chha jati hai

Altaf Hussain Hali

jab mayusi dilon pe chha jati hai

Altaf Hussain Hali

MORE BYAltaf Hussain Hali

    jab māyūsī diloñ pe chhā jaatī hai

    dushman se bhī naam terā japvātī hai

    mumkin hai ki sukh meñ bhuul jaa.eñ atfāl

    lekin unheñ dukh meñ maañ yaad aatī hai

    jab mayusi dilon pe chha jati hai

    dushman se bhi nam tera japwati hai

    mumkin hai ki sukh mein bhul jaen atfal

    lekin unhen dukh mein man hi yaad aati hai

    Source :
    • Book : Rubayat-e-Hali (Pg. 6)
    • Author : Mohammad Rahmatullah
    • Publication : Uttar pardesh urdu acadmy (1982-1986)
    • Edition : 1982-1986
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now