jazba har ek andam mein Dhal sakta hai
jazba har ik andām meñ Dhal saktā hai
ye soz-e-tamannā se bhī jal saktā hai
tārīk sahī rāh-e-mohabbat lekin
chāhe agar insāñ to sambhal saktā hai
jazba har ek andam mein Dhal sakta hai
ye soz-e-tamanna se bhi jal sakta hai
tarik sahi rah-e-mohabbat lekin
chahe agar insan to sambhal sakta hai
- Book : Shahr-e-Aarzu (rekhta website) (Pg. 19)
- Author : Baqar Mehdi
- Publication : Gosh-e-Adab,Mumbai (1952)
- Edition : 1952
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.