jita hun, kahan tak main jita hi marun
jiitā huuñ, kahāñ tak maiñ jiitā hī marūñ
qudarat kā tirī kyuuñ maiñ na dam bharūñ
le jā.ūñ maiñ kis ke paas apnā dukhḌā
ummīd tujhī se hai jo fariyād karūñ
jita hun, kahan tak main jita hi marun
qudarat ka teri kyun main na dam bharun
le jaun main kis ke pas apna dukhDa
ummid tujhi se hai jo fariyaad karun
- Book : Urdu Rubaiyat Mein Hindustani Anaasir (Pg. 154)
- Author : sayed Yahya nsheet
- Publication : Usoor Publications,Pune (2012)
- Edition : 2012
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.