jis tarah asawari ke dil ki dhaDkan
jis tarah asāvarī ke dil kī dhaḌkan
jaise pichhle pahar kā mahkā huā ban
jaise khilte kañval ke siine kī umañg
chhalkā paḌtā hai mad meñ Duubā jauban
jis tarah asawari ke dil ki dhaDkan
jaise pichhle pahar ka mahka hua ban
jaise khilte kanwal ke sine ki umang
chhalka paDta hai mad mein Duba jauban
- Book : kulliyat-e-Firaq Gorakhpuri (Pg. 443)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.