jo chahiye dekhna na dekha maine
jo chāhiye dekhnā na dekhā maiñ ne
har shai pe kiyā hai ġhaur kyā kyā maiñ ne
auroñ kā samajhnā to bahut mushkil hai
ḳhud kyā huuñ isī ko nahīñ samjhā maiñ ne
jo chahiye dekhna na dekha main ne
har shai pe kiya hai ghaur kya kya main ne
auron ka samajhna to bahut mushkil hai
KHud kya hun isi ko nahin samjha main ne
- Book : Jahan-e-Urdu Rubayee (Pg. 58)
- Author : Aleem Saba Naveedi
- Publication : Tamilnadu Urdu Publication,Chennai (2011)
- Edition : 2011
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.