jo mahram-e-gulzar-e-jahan hote hain
jo mahram-e-gulzār-e-jahāñ hote haiñ
vo apnī latāfat ko kahāñ khote haiñ
hañsnā ho agar hañste haiñ ġhunche kī tarah
rote haiñ to shabnam kī tarah rote haiñ
jo mahram-e-gulzar-e-jahan hote hain
wo apni latafat ko kahan khote hain
hansna ho agar hanste hain ghunche ki tarah
rote hain to shabnam ki tarah rote hain
- Book : Sangam (Pg. 26)
- Author : Naresh Kumar Shad
- Publication : New Taj Office,Delhi (1960)
- Edition : 1960
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.