Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

karte nahin kuchh to kaam karna kya aae

Firaq Gorakhpuri

karte nahin kuchh to kaam karna kya aae

Firaq Gorakhpuri

MORE BYFiraq Gorakhpuri

    karte nahīñ kuchh to kaam karnā kyā aa.e

    jīte-jī jaan se guzarnā kyā aa.e

    ro ro ke maut māñgne vāloñ ko

    jiinā nahīñ aa sakā to marnā kyā aa.e

    karte nahin kuchh to kaam karna kya aae

    jite-ji jaan se guzarna kya aae

    ro ro ke maut mangne walon ko

    jina nahin aa saka to marna kya aae

    Source :
    • Book : Urdu Ki Behtareen Shayari (Poetry) (Pg. 239)
    • Author : Parkash Pandit
    • Publication : Hind Pocket Books (2010)
    • Edition : 2010
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now