Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

KHamoshi ka raaz kholna bhi sikho

Sufi Ghulam Mustafa Tabassum

KHamoshi ka raaz kholna bhi sikho

Sufi Ghulam Mustafa Tabassum

MORE BYSufi Ghulam Mustafa Tabassum

    ḳhāmoshī raaz kholnā bhī sīkho

    āñkhoñ zabāñ se bolnā bhī sīkho

    lab kaise kaheñge dil saarī bāteñ

    nazroñ se nazar TaTolnā bhī sīkho

    KHamoshi ka raaz kholna bhi sikho

    aankhon ki zaban se bolna bhi sikho

    lab kaise kahenge dil ki sari baaten

    nazron se nazar TaTolna bhi sikho

    Source :
    • Book : (Sau Baar Chaman Mahka)Kulliyat-e- Sufi Tabassum (Pg. 309)
    • Author : Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
    • Publication : Alhamd Publications, Lahore (2008)
    • Edition : 2008
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

    Register for free
    Speak Now