khulta hi nahin husn hai pinhan ki ayan
khultā hī nahīñ husn hai pinhāñ ki ayaañ
dekhe tujhe kaise koī ai jān-e-jahāñ
bañdh jaatā hai ik jalva o parda kā tilism
ye ġhaib o shuhūd āñkh-micholī kā samāñ
khulta hi nahin husn hai pinhan ki ayan
dekhe tujhe kaise koi ai jaan-e-jahan
bandh jata hai ek jalwa o parda ka tilism
ye ghaib o shuhud aankh-micholi ka saman
- Book : kulliyat-e-Firaq Gorakhpuri (Pg. 436)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.