Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kuchh tera samar na ai jawani paya

George Puech Shor

kuchh tera samar na ai jawani paya

George Puech Shor

MORE BYGeorge Puech Shor

    kuchh terā samar na ai javānī paayā

    sarmā-zada bāġh-e-zindagānī paayā

    ḳhaak lage 'shor' ki is gulshan meñ

    jo phuul khilā usī ko faanī paayā

    kuchh tera samar na ai jawani paya

    sarma-zada bagh-e-zindagani paya

    ji KHak lage 'shor' ki is gulshan mein

    jo phul khila usi ko fani paya

    Source :
    • Book : 1857 Ke Inquilab Ka Aini Shahid George Puech Shor (Pg. 194)
    • Author : Dr. Rahat Abrar
    • Publication : Educational Publishing House (2010)
    • Edition : 2010
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now