Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kyun ghamza-e-jaan-sitan ko KHanjar na kahen

Wahshat Raza Ali Kalkatvi

kyun ghamza-e-jaan-sitan ko KHanjar na kahen

Wahshat Raza Ali Kalkatvi

MORE BYWahshat Raza Ali Kalkatvi

    kyuuñ ġhamza-e-jāñ-satāñ ko ḳhanjar na kaheñ

    kyuuñ ishva-e-dil-nashīñ ko nashtar na kaheñ

    kahte ho ki kuchh shaan meñ merī na kaho

    yuuñ zulm karo aur sitamgar na kaheñ

    kyun ghamza-e-jaan-satan ko KHanjar na kahen

    kyun ishwa-e-dil-nashin ko nashtar na kahen

    kahte ho ki kuchh shan mein meri na kaho

    yun zulm karo aur sitamgar na kahen

    Source :
    • Book : Jahan-e-Urdu Rubayee (Pg. 65)
    • Author : Aleem Saba Naveedi
    • Publication : Tamilnadu Urdu Publication,Chennai (2011)
    • Edition : 2011
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now