lazim nahin is daulat-e-fani pe dimagh
lazim nahin is daulat-e-fani pe dimagh
Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz
MORE BYSayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz
lāzim nahīñ is daulat-e-fānī pe dimāġh
kar shukr jo hāsil hai tire dil ko farāġh
mat teġh-e-zabāñ se kar diloñ ko ghā.el
bhar jaane pe zaḳhm ke bhī rah jaatā hai daaġh
lazim nahin is daulat-e-fani pe dimagh
kar shukr jo hasil hai tere dil ko faragh
mat tegh-e-zaban se kar dilon ko ghael
bhar jaane pe zaKHm ke bhi rah jata hai dagh
- Book : Hindustani Adab Ke Memar (Pg. 114)
- Author : Abdul Ghafoor Shahbaz
- Publication : sahitya akadmi (2011)
- Edition : 2011
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.