lamhon ka nishana kabhi hota hi nahin
lamhoñ kā nishāna kabhī hotā hī nahīñ
vo said-e-zamāna kabhī hotā hī nahīñ
har umr meñ dekhā hai damaktā vo badan
sonā to purānā kabhī hotā hī nahīñ
lamhon ka nishana kabhi hota hi nahin
wo said-e-zamana kabhi hota hi nahin
har umr mein dekha hai damakta wo badan
sona to purana kabhi hota hi nahin
- Book : Nuquush (Pg. 485)
- Author : Mohammad Tufail
- Publication : Idara-e-Frog-e-Urdu, Lahore (1985,Issue No. 132)
- Edition : 1985,Issue No. 132
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.