mahaul se zulmat ki rida haTti hai
māhaul se zulmat kī ridā haTtī hai
ik dhund sī tā-hadd-e-nazar chhaTtī hai
lahrā ke bhare jism ko vo jān-e-bahār
hañstī hai to ākāsh pe pau phaTtī hai
mahaul se zulmat ki rida haTti hai
ek dhund si ta-hadd-e-nazar chhaTti hai
lahra ke bhare jism ko wo jaan-e-bahaar
hansti hai to aakash pe pau phaTti hai
- Book : Sangam (Pg. 28)
- Author : Naresh Kumar Shad
- Publication : New Taj Office,Delhi (1960)
- Edition : 1960
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.