Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

mana ki har ek tarah ke hael gham hain

Baqar Mehdi

mana ki har ek tarah ke hael gham hain

Baqar Mehdi

MORE BYBaqar Mehdi

    maanā ki har ik tarah ke haa.el ġham haiñ

    aa jaao ki phir bazm meñ tanhā ham haiñ

    milte haiñ kahāñ aise mohabbat vaale

    is daur meñ dīvāne bahut kam haiñ

    mana ki har ek tarah ke hael gham hain

    aa jao ki phir bazm mein tanha hum hain

    milte hain kahan aise mohabbat wale

    is daur mein diwane bahut hi kam hain

    Source :
    • Book : Shahr-e-Aarzu (rekhta website) (Pg. 27)
    • Author : Baqar Mehdi
    • Publication : Gosh-e-Adab,Mumbai (1952)
    • Edition : 1952
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now