Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

na mai ke na jam ke liye marte hain

Meer Hasan

na mai ke na jam ke liye marte hain

Meer Hasan

MORE BYMeer Hasan

    na mai ke na jaam ke liye marte haiñ

    na dahr meñ naam ke liye marte haiñ

    shāyad kabhī ba.ad-e-marg pūchhe vo hameñ

    bas ham isī kaam ke liye marte haiñ

    na mai ke na jam ke liye marte hain

    na dahr mein nam ke liye marte hain

    shayad kabhi baad-e-marg puchhe wo hamein

    bas hum isi kaam ke liye marte hain

    Source :
    • Book : Jahan-e-Urdu Rubayee (Pg. 18)
    • Author : Aleem Saba Naveedi
    • Publication : Tamilnadu Urdu Publication,Chennai (2011)
    • Edition : 2011
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now