phoDe ne safar mein saKHt ghabraya hai
phoḌe ne safar meñ saḳht ghabrāyā hai
kalkatta kī raah meñ ye dukh paayā hai
kyā dard-e-kanār ne satāyā hai 'munīr'
ye gurg-e-baġhal raah meñ haath aayā hai
phoDe ne safar mein saKHt ghabraya hai
kalkatta ki rah mein ye dukh paya hai
kya dard-e-kanar ne sataya hai 'munir'
ye gurg-e-baghal rah mein hath aaya hai
- Muntakhabul-Alam
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.