putli ki tarah nazar se mastur hai tu
putlī kī tarah nazar se mastūr hai tū
āñkheñ jise DhūñDhtī haiñ vo nuur hai tū
qurbat rag-e-jāñ se aur phir is par ye buad
allāh allāh kis qadar duur hai tū
putli ki tarah nazar se mastur hai tu
aankhen jise DhunDhti hain wo nur hai tu
qurbat rag-e-jaan se aur phir is par ye buad
allah allah kis qadar dur hai tu
- Book : Rubaiyat-e-Anis (Pg. 212)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.