rindon mein nahin koi raqabat saqi
rindoñ meñ nahīñ koī raqābat saaqī
zid hai ki piyeñge bā-jamā.at saaqī
kiyā zulm hai mohtasib ke bahkāne par
is ko bhī samajh gayā siyāsat saaqī
rindon mein nahin koi raqabat saqi
zid hai ki piyenge ba-jamaat saqi
kiya zulm hai mohtasib ke bahkane par
is ko bhi samajh gaya siyasat saqi
- Book : Bhasha Sangam (Quterly Patna) (Pg. 249)
- Author : B. Pradhan,Managing Editor Imteyaz Ahmad Karimi
- Publication : Urdu Directorate Flate No. 202, C Block, Afirs Hotle, Beli Road, Patna (1,4,3,Vol. 21,Edition July2014 to March 2015)
- Edition : 1,4,3,Vol. 21,Edition July2014 to March 2015
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.