Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

sahil, shabnam, nasim, maidan-e-tuyur

Josh Malihabadi

sahil, shabnam, nasim, maidan-e-tuyur

Josh Malihabadi

MORE BYJosh Malihabadi

    sāhil, shabnam, nasīm, maidān-e-tuyūr

    ye rañg ye jhuT-puTā ye ḳhunkī ye surūr

    ye raqs-e-hayāt aur dariyā ke udhar

    TuuTī huī qabroñ pe sitāroñ ye nuur

    sahil, shabnam, nasim, maidan-e-tuyur

    ye rang ye jhuT-puTa ye KHunki ye surur

    ye raqs-e-hayat aur dariya ke udhar

    TuTi hui qabron pe sitaron ka ye nur

    Source :
    • Book : Tanqeed-e-Rubai (Pg. 121)
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now