shoale hain kahin tez kahin hain maddham
sho.ale haiñ kahīñ tez kahīñ haiñ maddham
jaarī hai amal ik irtiqā kā paiham
haiñ us kī lapeT meñ samundar sahrā
phailī hai numū kī aag aalam aalam
shoale hain kahin tez kahin hain maddham
jari hai amal ek irtiqa ka paiham
hain us ki lapeT mein samundar sahra
phaili hai numu ki aag aalam aalam
- Book : Firdaus-e-Khayal (Poetry) (Pg. 79)
- Author : Akbar Hyderabadi
- Publication : Nirali Duniya Publications (2002)
- Edition : 2002
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.