sun sakte ho naghma aaj bhi tum mera
sun sakte ho naġhma aaj bhī tum merā
zindoñ meñ bhī baaqī hai tarannum merā
lākhoñ hoñToñ kī tāzgī hai is meñ
kumhlā hī nahīñ saktā tabassum merā
sun sakte ho naghma aaj bhi tum mera
zindon mein bhi baqi hai tarannum mera
lakhon honTon ki tazgi hai is mein
kumhla hi nahin sakta tabassum mera
- Book : Bhasha Sangam (Quterly Patna) (Pg. 249)
- Author : B. Pradhan,Managing Editor Imteyaz Ahmad Karimi
- Publication : Urdu Directorate Flate No. 202, C Block, Afirs Hotle, Beli Road, Patna (1,4,3,Vol. 21,Edition July2014 to March 2015)
- Edition : 1,4,3,Vol. 21,Edition July2014 to March 2015
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.