tahsīn ke tohfe mujhe 'sā.ib' detā
shābāsh mujhe 'urfī' yā 'tālib' detā
ḳhat kī mire daad aaj jo zinda hote
yā 'shāhjahāñ' detā yā 'ġhālib' detā
tahsin ke tohfe mujhe 'saib' deta
shabash mujhe 'urfi' ya 'talib' deta
KHat ki mere dad aaj jo zinda hote
ya 'shahjahan' deta ya 'ghaalib' deta
- Book : Jahan-e-Urdu Rubayee (Pg. 182)
- Author : Aleem Saba Naveedi
- Publication : Tamilnadu Urdu Publication,Chennai (2011)
- Edition : 2011
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.