tauhid
kāñTā hai har ik jigar meñ aTkā terā
halqa hai har ik gosh meñ laTkā terā
maanā nahīñ jis ne tujh ko jaanā hai zarūr
bhaTke hue dil meñ bhī hai khaTkā terā
kanTa hai har ek jigar mein aTka tera
halqa hai har ek gosh mein laTka tera
mana nahin jis ne tujh ko jaana hai zarur
bhaTke hue dil mein bhi hai khaTka tera
- Book : Rubayat-e-Hali (Pg. 2)
- Author : Mohammad Rahmatullah
- Publication : Uttar pardesh urdu acadmy ( 1982-1986)
- Edition : 1982-1986
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.