Thokar bhi na marenge agar KHud-sar hai
Thokar bhī na māreñge agar ḳhud-sar hai
zardār ko bhī farotanī behtar hai
hai meva-e-naḳhl qad-e-insāñ taslīm
jhuktī hai vahī shāḳh jo bār-āvar hai
Thokar bhi na marenge agar KHud-sar hai
zardar ko bhi farotani behtar hai
hai mewa-e-naKHl qad-e-insan taslim
jhukti hai wahi shaKH jo bar-awar hai
- Book : Rubaiyat-e-Anis (Pg. 376)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.