Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

husain sachcha husain aala husain ashraf husain bartar

Jabbar Wasif

husain sachcha husain aala husain ashraf husain bartar

Jabbar Wasif

MORE BYJabbar Wasif

    husain sachchā husain aa'lā husain ashraf husain bartar

    yazīd jhūTā yazīd asfal yazīd arzal yazīd kamtar

    husain muslim husain momin husain 'ālim husain 'ādil

    yazīd murtad yazīd mulhid yazīd jāhil yazīd qātil

    husain sādiq husain abyaz husain muslih husain sābir

    yazīd kāzib yazīd asvad yazīd mufsid yazīd jābir

    husain musbat husain kāmil husain dāḳhil husain 'āqil

    yazīd manfī yazīd nāqis yazīd ḳhārij yazīd bātil

    yahī karishma hai sach 'vāsif' yahī karāmat hai karbalā

    shahīd kar ke yazīd faanī shahīd ho kar husain baaqī

    husain sachcha husain aa'la husain ashraf husain bartar

    yazid jhuTa yazid asfal yazid arzal yazid kamtar

    husain muslim husain momin husain 'alim husain 'adil

    yazid murtad yazid mulhid yazid jahil yazid qatil

    husain sadiq husain abyaz husain muslih husain sabir

    yazid kazib yazid aswad yazid mufsid yazid jabir

    husain musbat husain kaamil husain daKHil husain 'aqil

    yazid manfi yazid naqis yazid KHarij yazid baatil

    yahi karishma hai sach ka 'wasif' yahi karamat hai karbala ki

    shahid kar ke yazid fani shahid ho kar husain baqi

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now