SEARCH RESULTS
Showing search results for ",OVh"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ",ovh"
Ghazal
sunaa hai us kii siyah-chashmagii qayaamat hai
so us ko surma-farosh aah bhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Sher
ham aah bhii karte hai.n to ho jaate hai.n badnaam
vo qatl bhii karte hai.n to charchaa nahii.n hotaa
Akbar Allahabadi
PAGE MATCHES FOR ",ovh"
MORE MATCHES FOR ",ovh"
Ghazal
teraa firaaq jaan-e-jaa.n aish thaa kyaa mire liye
ya.anii tire firaaq me.n KHuub sharaab pii ga.ii
Jaun Eliya
Nazm
shikwa
aag takbiir kii siino.n me.n dabii rakhte hai.n
zindagii misl-e-bilaal-e-habashii rakhte hai.n
Allama Iqbal
Nazm
raqib se!
aag sii siine me.n rah rah ke ubaltii hai na puuchh
apne dil par mujhe qaabuu hii nahii.n rahtaa hai
Faiz Ahmad Faiz
Sher
ye ishq nahii.n aasaa.n itnaa hii samajh liije
ik aag kaa dariyaa hai aur Duub ke jaanaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
na puuchh-gachh thii kisii kii vahaa.n na aav-bhagat
tumhaarii bazm me.n kal ehtimaam kis kaa thaa
Dagh Dehlvi
Nazm
jawab-e-shikwa
but-shikan uTh ga.e baaqii jo rahe but-gar hai.n
thaa braahiim pidar aur pisar aazar hai.n