SEARCH RESULTS
Showing search results for ",YWE"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ",ywe"
Ghazal
sunaa hai bole to baato.n se phuul jha.Dte hai.n
ye baat hai to chalo baat kar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ab tak dil-e-KHush-fahm ko tujh se hai.n umiide.n
ye aaKHirii sham'e.n bhii bujhaane ke liye aa
Ahmad Faraz
MORE MATCHES FOR ",ywe"
Sher
ham ko ma.aluum hai jannat kii haqiiqat lekin
dil ke KHush rakhne ko 'Gaalib' ye KHayaal achchhaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
ye kaafii hai ki ham dushman nahii.n hai.n
vafaa-daarii kaa da.avaa kyuu.n kare.n ham
Jaun Eliya
Nazm
hamesha der kar deta hun
kisii ko maut se pahle kisii Gam se bachaanaa ho
haqiiqat aur thii kuchh us ko jaa ke ye bataanaa ho
Muneer Niyazi
Ghazal
ham to samjhe the ki ham bhuul ga.e hai.n un ko
kyaa hu.aa aaj ye kis baat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
tahii zindagii se nahii.n ye fazaa.e.n
yahaa.n saik.Do.n kaarvaa.n aur bhii hai.n
Allama Iqbal
Ghazal
ba.Daa hai dard kaa rishta ye dil Gariib sahii
tumhaare naam pe aa.e.nge Gam-gusaar chale