SEARCH RESULTS
Showing search results for "نظمیں"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "نظمیں"
PAGE MATCHES FOR "نظمیں"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "نظمیں"
Nazm
saza
har baar mere saamne aatii rahii ho tum
har baar tum se mil ke bichha.Dtaa rahaa huu.n mai.n
Jaun Eliya
Nazm
raqib se!
aa ki vaabasta hai.n us husn kii yaade.n tujh se
jis ne is dil ko parii-KHaana banaa rakkhaa thaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
shikwa
kyuu.n ziyaa.n-kaar banuu.n suud-faraamosh rahuu.n
fikr-e-fardaa na karuu.n mahv-e-Gam-e-dosh rahuu.n
Allama Iqbal
Nazm
wa-yabqa-wajh-o-rabbik (hum dekhenge)
ham dekhe.nge
laazim hai ki ham bhii dekhe.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jawab-e-shikwa
dil se jo baat nikaltii hai asar rakhtii hai
par nahii.n taaqat-e-parvaaz magar rakhtii hai
Allama Iqbal
Nazm
kabhi kabhi
kabhii kabhii mire dil me.n KHayaal aataa hai
ki zindagii tirii zulfo.n kii narm chhaa.nv me.n