SEARCH RESULTS
Showing search results for "لاحق"
Sher MATCHES FOR "لاحق"
Sher
tere jaane se zyaada hai.n na kam pahle the
ham ko laahaq hai.n vahii ab bhii jo Gam pahle the
Afzal Khan
Sher
mujhe KHud apnii nahii.n us kii fikr laahaq hai
bichha.Dne vaalaa bhii mujh saa hii be-sahaaraa thaa
Maqbool Aamir
Sher
us se kahnaa ki dhu.aa.n dekhne laa.iq hogaa
aag pahne hu.e mai.n jaa.uu.ngaa paanii kii taraf
Abhishek Shukla
Sher
tahsiin ke laa.eq tiraa har sher hai 'akbar'
ahbaab kare.n bazm me.n ab vaah kahaa.n tak
Akbar Allahabadi
Sher
us se kahnaa ki dhu.aa.n dekhne laa.eq hogaa
aag pahne hu.e jaa.u.ngaa mai.n paanii kii taraf
Abhishek Shukla
Sher
Bahadur Shah Zafar
Sher
Waliullah Muhib
Sher
us ke hone se hu.ii hai apne hone kii KHabar
ko.ii dushman se ziyaada laa.eq-e-izzat nahii.n
Ghulam Husain Sajid
Sher
Gam kii takmiil kaa saamaan hu.aa hai paidaa
laa.iq-e-faKHr mirii be-sar-o-saamaanii hai
Hanson Rehani
Sher
yuusuf us ko kaho aur kuchh na kahe KHair hu.ii
gar biga.D baiThe to mai.n laa.iq-e-taaziir bhii thaa
Mirza Ghalib
Sher
mai.n to laa.eq nahii.n thaa shar ke bhii
rakh diye us ne KHair-o-shar mujh me.n
Shahnawaz Farooqi
Sher
dil kaa ka.nval bujhe hu.e muddat guzar ga.ii
ab ye charaaG laa.eq-e-mahfil nahii.n rahaa
Sayyad Ahmad Hussain Shafiq Lakhnavi
Sher
bazm-e-husn-o-ishq me.n 'akbar' kii afsurda-dilii
daad ke laa.eq nahii.n be-daad ke qaabil nahii.n