SEARCH RESULTS
Showing search results for "नादानियाँ"
Sher MATCHES FOR "नादानियाँ"
Sher
Fayyaz Hashmi
Sher
haa.e re majbuuriyaa.n mahruumiyaa.n naakaamiyaa.n
ishq aaKHir ishq hai tum kyaa karo ham kyaa kare.n
Jigar Moradabadi
Sher
ye shaa.irii ye kitaabe.n ye aayate.n dil kii
nishaaniyaa.n ye sabhii tujh pe vaarnaa ho.ngii
Mohsin Naqvi
Sher
ajiib lutf thaa naadaaniyo.n ke aalam me.n
samajh me.n aa.ii.n to baato.n kaa vo maza bhii gayaa
Anwar Masood
Sher
kafan na meraa haTaa.o zamaana dekh na le
mai.n so gayaa huu.n tumhaarii nishaaniyaa.n le kar
Unknown
Sher
husain rif.ate.n taqsiim kartaa hai ab bhii
yaziid aaj bhii rusvaa.iyaa.n sameTtaa hai
Nadiya ambar lodhi
Sher
paa-ba-jaulaa.n to har ik shaKHs yahaa.n hai 'amabar'
tirii zanjiir hii kyuu.n shor bapaa kartii hai
Nadiya ambar lodhi
Sher
Hairat Gondvi
Sher
zinda rahte hai.n kyaa ye kaafii nahii.n
ko.ii laazim hai ki phir KHush bhii ho.n
Nadiya ambar lodhi
Sher
bas chand ham-KHayaal hai.n 'ambar' mujhe aziiz
behis jamm-e-Gafiir nahii.n chaahiye mujhe
Nadiya ambar lodhi
Sher
'ambar' us ke biite kal kaa qissa huu.n mai.n
phir kaahe kaa shauq ki us ko yaad bhii huu.n mai.n