SEARCH RESULTS
Showing search results for "ख़्वाहिश"
Sher MATCHES FOR "ख़्वाहिश"
Sher
Mirza Ghalib
Sher
mirii KHvaahish hai ki aa.ngan me.n na diivaar uThe
mire bhaa.ii mire hisse kii zamii.n tuu rakh le
Rahat Indori
Sher
tabaah kar ga.ii pakke makaan kii KHvaahish
mai.n apne gaa.nv ke kachche makaan se bhii gayaa
Shahid Kabir
Sher
Mushfiq Khwaja
Sher
Kishwar Naheed
Sher
kisii manzil me.n bhii haasil na hu.aa dil ko qaraar
zindagii KHvaahish-e-naakaam hii karte guzrii
Qaisar Shameem
Sher
tum maa.ng rahe ho mire dil se mirii KHvaahish
bachcha to kabhii apne khilaune nahii.n detaa
Abbas Tabish
Sher
jo aur kuchh ho tirii diid ke sivaa manzuur
to mujh pe KHvaahish-e-jannat haraam ho jaa.e
Hasrat Mohani
Sher
Ghulam Husain Sajid
Sher
kyaa vo KHvaahish ki jise dil bhii samajhtaa ho haqiir
aarzuu vo hai jo siine me.n rahe naaz ke saath
Akbar Allahabadi
Sher
Varis Kirmani
Sher
us ne bhii ka.ii roz se KHvaahish nahii.n o.Dhii
mai.n ne bhii ka.ii din se iraada nahii.n pahnaa