SEARCH RESULTS
Showing search results for "aaj kal shumara number 005 magazines"
Sher MATCHES FOR "aaj kal shumara number 005 magazines"
Sher
gha.Dii jo biit ga.ii us kaa bhii shumaar kiyaa
nisaab-e-jaa.n me.n tirii KHaamushii bhii shaamil kii
Javed Nasir
Sher
aataa hai daaG-e-hasrat-e-dil kaa shumaar yaad
mujh se mire gunah kaa hisaab ai KHudaa na maa.ng
Mirza Ghalib
Sher
mai.n zindagii ke safar me.n thaa mashGala us kaa
vo Dhuu.nD Dhuu.nD ke mujh ko ga.nvaa diyaa kartaa
Akhtar Shumar
Sher
zaraa sii baat pe kyaa kyaa na kho diyaa mai.n ne
jo tum ne khoyaa hai us kaa shumaar tum bhii karo
Faragh Rohvi
Sher
Akhtar Shumar
Sher
kahaa.n tak us kii masiihaa.ii kaa shumaar karuu.n
jahaa.n hai zaKHm vahii.n indimaal hai us kaa
Ghulam Murtaza Rahi
Sher
mujh se kyaa puuchhte ho daaG hai.n dil me.n kitne
tum ko ayyaam-e-judaa.ii kaa shumaar aataa hai
Taashshuq Lakhnavi
Sher
tuufaa.n me.n naav aa.ii to kyaa samt kyaa nishaa.n
kuchh der me.n rahaa na havaa kaa shumaar bhii
Zeb Ghauri
Sher
apnii KHuddaarii to paamaal nahii.n kar sakte
us kaa number hai magar kaal nahii.n kar sakte
Nadir Areez
Sher
kisii KHasaare ke saude me.n haath aayaa thaa
so ek qiimtii shai me.n shumaar us kaa hai
Yasmeen Habeeb
Sher
Salik Lakhnavi
Sher
Akhtar Shumar
Sher
mirii nigaah kii vus.at bhii is me.n shaamil kar
mirii zamiin pe teraa ye aasmaa.n kam hai
Akhtar Shumar
Sher
taaro.n kaa go shumaar me.n aanaa muhaal hai
lekin kisii ko nii.nd na aa.e to kyaa kare
Afsar Merathi
Sher
Noshi Gilani
Sher
jis ne ik baar bhii suurat na tumhaarii dekhii
ko.ii is aa.nkh kaa hotaa hai shumaar aa.nkho.n me.n
Siddiq ahmad Benazeer
Sher
KHvaab aur niindo.n kaa KHatm ho gayaa rishta
muddato.n se aa.nkho.n me.n rat-jago.n kaa mausam hai