SEARCH RESULTS
Showing search results for "avadh"
Sher MATCHES FOR "avadh"
Sher
hai shaam-e-avadh gesuu-e-dildaar kaa partav
aur sub.h-e-banaras hai ruKH-e-yaar kaa partav
Wahid Premi
Sher
shaam-e-avadh ne zulf me.n guu.ndhe nahii.n hai.n phuul
tere baGair sub.h-e-banaras udaas hai
Ram Awtar Gupta Muztar
Sher
ye avadh hai ki jahaa.n shaam kabhii KHatm nahii.n
vo banaras hai jahaa.n roz sahar hotii hai
Anwarul Hasan Anwar
Sher
chho.D aayaa putliyaa.n sub.h-e-banaaras jhiil par
dil hamesha ke liye shaam-e-avadh me.n rakh diyaa
Mahwar Sirsivi
Sher
Iftikhar Arif
Sher
ham bahar haal dil o jaa.n se tumhaare hote
tum bhii ik-aadh gha.Dii kaash hamaare hote
Adeem Hashmi
Sher
pahle pahle havas ik-aadh dukaa.n kholtii hai
phir to baazaar ke baazaar se lag jaate hai.n
Ahmad Faraz
Sher
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Sher
ik-aadh baar to jaa.n vaarnii hii pa.Dtii hai
mohabbate.n ho.n to bantaa nahii.n bahaana ko.ii
Sabir Zafar
Sher
aisaa na ho ki taaza havaa ajnabii lage
kamre kaa ek-aadh dariicha khulaa bhii rakh
Marghoob Ali
Sher
kahte ho ek-aadh kii hai mere haatho.n maut
ham bhii samajhte hai.n ye sunaate ho ham ko kyaa