SEARCH RESULTS
Showing search results for "avadh"
Nazm MATCHES FOR "avadh"
Nazm
urdu ka janaza hai zara dhum se nikle
ai KHaak-e-avadh faa.eda kyaa sharh-e-sitam se
tahriik ye misr-o-'arab-o-ruum se nikle
Rais Amrohvi
Nazm
east india company ke farzandon se KHitab
kyaa avadh kii begamo.n kaa bhii sataanaa yaad hai
yaad hai jhaa.nsii kii raanii kaa zamaana yaad hai
Josh Malihabadi
Nazm
aurat
zulmat-e-shaam-e-avadh sub.h-e-banaras kaa nikhaar
aagre ke taaj kii azmat himaala kaa vaqaar
Shaad Aarfi
Nazm
lakhnau
nihaayat KHushnumaa hai saarii bastii
avadh kii jaan hai ye pyaarii bastii
Akhtar Shirani
Nazm
mera watan
jahaa.n sub.h-e-banaras hai misaalii
avadh kii shaam hai shaam-e-divaalii
Rahbar Jaunpuri
Nazm
ai watan ai watan
ai vatan husn-e-kashmiir chehra tiraa
sub.h-e-kaashii o shaam-e-avadh pairahan
Abdul Mannan Tarzi
Nazm
dar-madh-am
shaah-e-avadh se phone pe kal mai.n ne baat kii
ism-e-giraamii shaah kaa abdussalaam hai
Khalid Mahmood
Nazm
gomti
husn kaa tere ujaalaa thaa avadh kii shaam me.n
dilkashii terii thii saarii lucknow ke naam me.n
Shama Zafar Mehdi
Nazm
bahut hai ek nazar
ye gomtii ye avadh kii hasiin raqqaasa
mai.n sochtaa huu.n ise raaz-daa.n banaa Daaluu.n
Baqar Mehdi
Nazm
shahidan-e-azadi
goliyaa.n kitnii chalaa.ii.n jaliyaa.n vaale baaG par
zulm phir Dhaa.e avadh kii begamo.n ko maar kar