SEARCH RESULTS
Showing search results for "azadi ki chhaon mein ebooks"
Sher MATCHES FOR "azadi ki chhaon mein ebooks"
Sher
kaarvaa.n jin kaa luTaa raah me.n aazaadii kii
qaum kaa mulk kaa un dard ke maaro.n ko salaam
Bano Tahira Sayeed
Sher
Anees Ansari
Sher
aasmaa.n ke rauzano.n se lauT aataa thaa kabhii
vo kabuutar ik havelii ke chhajo.n me.n kho gayaa
Ali Akbar Natiq
Sher
Fani Badayuni
Sher
vo lamha bhar kii milii KHuld me.n jo aazaadii
to qaid ho ga.e miTTii me.n ham sadaa ke liye
Wamiq Jaunpuri
Sher
tark-e-ta.alluqaat pe royaa na tuu na mai.n
lekin ye kyaa ki chain se soyaa na tuu na mai.n
Khalid Ahmad
Sher
tere milaap bin nahii.n 'faa.ez' ke dil ko chain
jyuu.n ruuh ho basaa hai tuu us ke badan me.n aa
Faez Dehlvi
Sher
sarhad-e-dasht se aabaadii ko jaane vaalo
shahar me.n aur bhii KHuu.n-rez nazaare ho.nge
Habeeb Hashmi
Sher
safar-e-shauq hai bujhte hu.e sahraa.o.n me.n
aag marham hai mire paa.nv ke chhaalo.n ke liye
Shahzad Ahmad
Sher
merii baa.nho.n me.n bahakne kii sazaa bhii sun le
ab bahut der me.n aazaad karuu.ngaa tujh ko
Jaun Eliya
Sher
'daaG' ke sher javaanii me.n bhale lagte hai.n
'miir' kii ko.ii Gazal gaa.o ki kuchh chain pa.De
Ganesh Bihari Tarz
Sher
ik mai.n huu.n ki lahro.n kii tarah chain nahii.n hai
ik vo hai ki KHaamosh samundar kii tarah hai
Ahmad Ziya
Sher
mai.n raat TuuT ke royaa to chain se soyaa
ki dil kaa zahr mirii chashm-e-tar se niklaa thaa
Ahmad Faraz
Sher
dil kii choTo.n ne kabhii chain se rahne na diyaa
jab chalii sard havaa mai.n ne tujhe yaad kiyaa
Josh Malihabadi
Sher
lahuu vatan ke shahiido.n kaa rang laayaa hai
uchhal rahaa hai zamaane me.n naam-e-aazaadii
Firaq Gorakhpuri
Sher
sazaa.e.n to har haal me.n laazmii thii.n
KHataa.e.n na kar ke pashemaaniyaa.n hai.n