SEARCH RESULTS
Showing search results for "baKHshe"
Sher MATCHES FOR "baKHshe"
Sher
Dagh Dehlvi
Sher
Nawab Ali Asghar
Sher
huu.n KHataa-kaar siyaahkaar gunahgaar magar
kis ko baKHshe tirii rahmat jo gunahgaar na ho
Jigar Moradabadi
Sher
zaahid to baKHshe jaa.e.n gunahgaar mu.nh take.n
ai rahmat-e-KHudaa tujhe aisaa na chaahiye
Muztar Khairabadi
Sher
surma jo nuur baKHshe hai aa.nkho.n ko KHalq kii
shaayad ki raah-e-yaar kii hii KHaak dhuul ho
Meer Taqi Meer
Sher
Gam-e-hayaat ne baKHshe hai.n saare sannaaTe
kabhii hamaare bhii pahluu me.n dil dha.Daktaa thaa
Irfan Ahmad
Sher
ek din us kii nigaaho.n se bhii gir jaa.e.nge
us ke baKHshe hu.e lamho.n pe basar karte hu.e
Sarfaraz Khalid
Sher
tumhaare baKHshe hu.e aa.nsu.o.n ke qatro.n se
shab-e-firaaq me.n taare sajaa rahaa huu.n mai.n
Mahfuzur Rahman Adil
Sher
Qateel Shifai
Sher
terii suurat se kisii kii nahii.n miltii suurat
ham jahaa.n me.n tirii tasviir liye phirte hai.n
Imam Bakhsh Nasikh
Sher
ghar se masjid hai bahut duur chalo yuu.n kar le.n
kisii rote hu.e bachche ko ha.nsaayaa jaa.e
Nida Fazli
Sher
vo nahii.n bhuultaa jahaa.n jaa.uu.n
haa.e mai.n kyaa karuu.n kahaa.n jaa.uu.n
Imam Bakhsh Nasikh
Sher
Imam Bakhsh Nasikh
Sher
Munawwar Rana
Sher
mujh ko thakne nahii.n detaa ye zaruurat kaa pahaa.D
mere bachche mujhe buu.Dhaa nahii.n hone dete