SEARCH RESULTS
Showing search results for "baKHshe"
Ghazal MATCHES FOR "baKHshe"
Ghazal
baKHshe hai jalva-e-gul zauq-e-tamaashaa 'Gaalib'
chashm ko chaahiye har rang me.n vaa ho jaanaa
Mirza Ghalib
Ghazal
aaKHir hai.n kaun log jo baKHshe hii jaa.e.nge
taariiKH ke haraam se tauba kiye baGair
Jaun Eliya
Ghazal
tuu barg-e-gayaahe na dahii ahl-e-KHirad raa
o kisht-e-gul-o-laala ba-baKHshad ba-KHare chand
Allama Iqbal
Ghazal
faqiir-e-raah ko baKHshe ga.e asraar-e-sultaanii
bahaa merii navaa kii daulat-e-parvez hai saaqii
Allama Iqbal
Ghazal
jo terii diid ne baKHshe vahii hai.n zaKHm bahut
ab apne dil me.n ko.ii hasrat-e-nazaara nahii.n
Qateel Shifai
Ghazal
KHudaa bhii un ko na baKHshe to lutf aa jaa.e
jo apne-aap se sharminda huu.n KHataa kar ke
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
yahii qalam hai jo dukh kii ruto.n me.n baKHshtaa hai
dilo.n ko pyaar kaa marham sukuun kaa sandal
Ahmad Faraz
Ghazal
fitrat ne na baKHshaa mujhe andesha-e-chaalaak
rakhtii hai magar taaqat-e-parvaaz mirii KHaak
Allama Iqbal
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
KHudaa vo dard-e-mohabbat har ek ko baKHshe
ki jis me.n ruuh kii taskiin bhii paa.ii jaatii hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
tere baKHshe hu.e ik Gam kaa karishma hai ki ab
jo bhii Gam ho mire meyaar se kam hotaa hai
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Gulzar Dehlvi
Ghazal
charaaG baKHshe ga.e shahr-e-be-basaarat ko
ye kaar-e-KHair bhii sarzad hu.aa ajab tum se