SEARCH RESULTS
Showing search results for "badhiyaa"
Sher MATCHES FOR "badhiyaa"
Sher
agar tumhaarii anaa hii kaa hai savaal to phir
chalo mai.n haath ba.Dhaataa huu.n dostii ke liye
Ahmad Faraz
Sher
Irfan Siddiqi
Sher
Ibn-e-Insha
Sher
kisii ne haath ba.Dhaayaa hai dostii ke liye
phir ek baar KHudaa e'tibaar de mujh ko
Nazeer Baaqri
Sher
Siraj Aurangabadi
Sher
rafuu na kar ise ai baKHiya-gar KHudaa ke liye
ki chaak-e-dil se havaa KHush-gavaar aatii hai
Jaleel Manikpuri
Sher
Faiz Ahmad Faiz
Sher
us kii bechainii ba.Dhaanaa chaahtii huu.n
suniye kah kar chup lagaanaa chaahtii huu.n
Pooja Bhatiya
Sher
Haris Bilal
Sher
kyaa ba.Dhegaa vo tasavvur kii hado.n se aage
sub.h ko dekh ke yaad aa.e jise shaam kii baat
Shaukat Pardesi
Sher
hausla sab ne ba.Dhaayaa hai mire munsif kaa
tum bhii in.aam ko.ii merii sazaa par likh do
Farhan Salim
Sher
hai kyaa jo kas ke baa.ndhiye merii balaa Dare
kyaa jaantaa nahii.n huu.n tumhaarii kamar ko mai.n
Mirza Ghalib
Sher
ishq ke phande se bachiye ai 'haqiir'-e-KHasta-dil
is kaa hai aaGaaz shiirii.n aur hai anjaam talKH
Haqeer
Sher
shahr me.n qaafiya-paimaa.ii bahut kii 'aatish'
ab iraada hai miraa baadiya-paimaa.ii kaa
Haidar Ali Aatish
Sher
ek muddat me.n ba.Dhaayaa tuu ne rabt
ab ghaTaanaa tho.Daa tho.Daa chaahiye