SEARCH RESULTS
Showing search results for "daana"
Sher MATCHES FOR "daana"
Sher
Unknown
Sher
ham kahaa.n ke daanaa the kis hunar me.n yaktaa the
be-sabab hu.aa 'Gaalib' dushman aasmaa.n apnaa
Mirza Ghalib
Sher
Abbas Dana
Sher
Mirza Ghalib
Sher
ba.ad muddat ke ye ai 'daaG' samajh me.n aayaa
vahii daanaa hai kahaa jis ne na maanaa dil kaa
Dagh Dehlvi
Sher
garmii se muztarib thaa zamaana zamiin par
bhun jaataa thaa jo girtaa thaa daanaa zamiin par
Meer Anees
Sher
parinda jaanib-e-daana hamesha u.D ke aataa hai
parinde kii taraf u.D kar kabhii daana nahii.n aataa
Adeem Hashmi
Sher
tumhaaraa naam liyaa thaa kabhii mohabbat se
miThaas us kii abhii tak mirii zabaan me.n hai
Abbas Dana
Sher
Abbas Dana
Sher
apne hii KHuun se is tarah adaavat mat kar
zinda rahnaa hai to saa.nso.n se baGaavat mat kar
Abbas Dana
Sher
Abbas Dana
Sher
ghar kii viiraaniyaa.n le jaa.e churaa kar ko.ii
isii ummiid pe darvaaza khulaa rakkhaa hai
Abbas Dana
Sher
tum aake lauT ga.e phir bhii ho yahii.n maujuud
tumhaare jism kii KHushbuu mire makaan me.n hai
Abbas Dana
Sher
hai jism saKHt magar dil bahut hii naazuk hai
ki jaise aa.iina mahfuuz ik chaTTaan me.n hai
Abbas Dana
Sher
mazra-e-duniyaa me.n daanaa hai to Dar kar haath Daal
ek din denaa hai tujh ko daane daane kaa hisaab