SEARCH RESULTS
Showing search results for "daana"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "daana"
PAGE MATCHES FOR "daana"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "daana"
Nazm
KHuda ka sawal
falak kaa tujhe shaamiyaana diyaa
zamii.n par tujhe aab-o-daana diyaa
Abrar Ahmad Kashif
Ghazal
ba.ad muddat ke ye ai 'daaG' samajh me.n aayaa
vahii daanaa hai kahaa jis ne na maanaa dil kaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
gho.nsle viiraan hai.n ab vo parinde hii kahaa.n
ik basere ke liye jo aab-o-daana chho.D de.n
Waseem Barelvi
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
aab-o-gil terii haraarat se jahaan-e-soz-o-saaz
ablah-e-jannat tirii ta.aliim se daanaa-e-kaar
Allama Iqbal
Ghazal
khel dono.n kaa chale tiin kaa daana na pa.De
sii.Dhiyaa.n aatii rahe.n saa.np kaa KHaana na pa.De
Umair Najmi
Ghazal
ham kahaa.n ke daanaa the kis hunar me.n yaktaa the
be-sabab hu.aa 'Gaalib' dushman aasmaa.n apnaa
Mirza Ghalib
Nazm
lenin
mahram nahii.n fitrat ke suruud-e-azlii se
biinaa-e-kavaakib ho ki daanaa-e-nabaataat
Allama Iqbal
Ghazal
garche hai dil-kushaa bahut husn-e-fara.ng kii bahaar
taa.erak-e-buland-baam daana-o-daam se guzar
Allama Iqbal
Ghazal
sayyaad asiir-e-daam-e-rag-e-gul hai andaliib
dikhlaa rahaa hai chhup ke use daam-o-daana kyaa






