SEARCH RESULTS
Showing search results for "dil-dariyaa"
Sher MATCHES FOR "dil-dariyaa"
Sher
is ishq me.n na puuchho haal-e-dil-e-dariida
tum ne sunaa to hogaa vo sher 'mus.hafii' kaa
Ahmad Sagheer Siddiqui
Sher
dil ke dariyaa ne kinaaro.n se mohabbat kar lii
tez bahtaa hai magar kam nahii.n hone paataa
Sarwat Zehra
Sher
adil zaidi
Sher
Aslam Rashid
Sher
chhuT-puTaa vaqt hai bahtaa hu.aa dariyaa Thahraa
sub.h se shaam hu.ii dil na hamaaraa Thahraa
Haidar Ali Aatish
Sher
Nasir Kazmi
Sher
Shad Azimabadi
Sher
gaa.nv se guzregaa aur miTTii ke ghar le jaa.egaa
ek din dariyaa sabhii diivaar o dar le jaa.egaa
Jamuna Parsad Rahi
Sher
Idris Babar
Sher
sar agar sar hai to nezo.n se shikaayat kaisii
dil agar dil hai to dariyaa se ba.Daa honaa hai
Irfan Siddiqi
Sher
dil kii KHalish to saath rahegii tamaam umr
dariyaa-e-Gam ke paar utar jaa.e.n ham to kyaa
Muneer Niyazi
Sher
dil kii lahro.n kaa tuul-o-arz na puuchh
kabhuu dariyaa kabhuu safiinaa hai
Shaikh Zahuruddin Hatim
Sher
dekh ye dil jo kabhii had se guzar jaataa thaa
dekh dariyaa me.n ko.ii shor na tuGyaanii hai
Akram Mahmud
Sher
jaa lagegii kashtii-e-dil saahil-e-ummiid par
diida-e-tar se agar dariyaa ravaa.n ho jaa.egaa