SEARCH RESULTS
Showing search results for "gibran khalil gibran"
Sher MATCHES FOR "gibran khalil gibran"
Sher
Khaleeq Siddiqui
Sher
sach to ye hai ki mire paas hii dirham kam hai.n
varna is shahr me.n is darja giraanii bhii nahii.n
Khalid Karrar
Sher
itnaa sannaaTaa hai kuchh bolte Dar lagtaa hai
saa.ns lenaa bhii dil o jaa.n pe giraa.n hai ab ke
Anvar Mahmood Khalid
Sher
KHud apnii shai pe adhuuraa hai iKHtiyaar mujhe
giraa to saktaa huu.n aa.nsuu uThaa nahii.n saktaa
Khalid Nadeem Budauni
Sher
shahr me.n jurm-o-havaadis is qadar hai.n aaj-kal
ab to ghar me.n baiTh kar bhii log ghabraane lage
Chandrabhan Khayal
Sher
Kaleem Aajiz
Sher
Kaleem Aajiz
Sher
ham bhii kuchh apne dil kii girah kholne ko hai.n
kis kis kaa aaj dekhiye band-e-qabaa khule
Kaleem Aajiz
Sher
pursaan-e-pareshaanii-e-insaa.n nahii.n ko.ii
qismat kii girah naaKHun-e-tadbiir se kholo
Abdul Aziz Khalid
Sher
ye sach hai aaj bhii hai mujhe zindagii aziiz
lekin jo tum milo to ye saudaa giraa.n nahii.n
Khalilur Rahman Azmi
Sher
KHudaa kare saf-e-sardaadgaa.n na ho KHaalii
jo mai.n giruu.n to ko.ii duusraa nikal aa.e
Irfan Siddiqi
Sher
Bahadur Shah Zafar
Sher
Muztar Khairabadi
Sher
mai.n us kii chashm se aisaa giraa huu.n
mire rone pe ha.nstaa hai miraa dil
Shaikh Zahuruddin Hatim
Sher
tujh se ai zindagii ghabraa hii chale the ham to
par tashaffii hai ki ik dushman-e-jaa.n rakhte hai.n
Qalaq Merathi
Sher
kitnaa dilkash hai tirii yaad kaa paalaa hu.aa ashk
siina-e-KHaak pe mahtaab giraa ho jaise
Zaheer Kashmiri
Sher
KHud apne aap se larzaa.n rahii ulajhtii rahii
uThaa na baar-e-garaa.n raat kii javaanii se