SEARCH RESULTS
Showing search results for "hali aur sar zameen e hali ebooks"
Sher MATCHES FOR "hali aur sar zameen e hali ebooks"
Sher
tire KHayaal se raushan hai sar-zamiin-e-suKHan
ki jaise ziinat-e-shab ho mah-e-tamaam ke saath
Narjis Afroz Zaidi
Sher
bahut Guruur hai tujh ko ai sar-phire tuufaa.n
mujhe bhii zid hai ki dariyaa ko paar karnaa hai
Unknown
Sher
daam-e-har-mauj me.n hai halqa-e-sad-kaam-e-naha.ng
dekhe.n kyaa guzre hai qatre pe guhar hote tak
Mirza Ghalib
Sher
ik saal gayaa ik saal nayaa hai aane ko
par vaqt kaa ab bhii hosh nahii.n diivaane ko
Ibn e Insha
Sher
zamiir o zehn me.n ik sard ja.ng jaarii hai
kise shikast duu.n aur kis pe fat.h paa.uu.n mai.n
Kabir Ajmal
Sher
dil-e-fasurda me.n kuchh soz o saaz baaqii hai
vo aag bujh ga.ii lekin gudaaz baaqii hai
Akhtar Ansari
Sher
khii.nch laatii hai samundar se jaziire sar-e-aab
jab mirii aa.nkh ko manzar kii tamanna ho jaa.e
Idris Azad
Sher
tuluu-e-saa.at-e-shab-KHuu.n hai aur meraa dil
kisii sitaara-e-bad kii nigaah me.n aayaa
Ahmad Javaid
Sher
Zafar Iqbal
Sher
daaman-e-sabr ke har taar se uThtaa hai dhu.aa.n
aur har zaKHm pe ha.ngaama uThaa aaj bhii hai
Baqar Mehdi
Sher
Maroof Dehlvi
Sher
Jaun Eliya
Sher
farq jo kuchh hai vo mutrib me.n hai aur saaz me.n hai
varna naGma vahii har parda-e-aavaaz me.n hai