SEARCH RESULTS
Showing search results for "hove.n"
Sher MATCHES FOR "hove.n"
Sher
terii hii zaat se to hai vaabasta ye tilism
ham hove.n phir kahaa.n ke agar ham me.n tuu na ho
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
kufr o islaam kii kuchh qaid nahii.n ai 'aatish'
shaiKH ho yaa ki barhaman ho par insaa.n hove
Haidar Ali Aatish
Sher
aa.iina kabhii qaabil-e-diidaar na hove
gar KHaak ke saath us ko sarokaar na hove
Ishq Aurangabadi
Sher
badlaa tire sitam kaa ko.ii tujh se kyaa kare
apnaa hii tuu farefta hove KHudaa kare
Mohammad Rafi Sauda
Sher
Mirza Ghalib
Sher
kis tarah tujh se mulaaqaat mayassar hove
ye du.aa-go tiraa ne zor na zar rakhtaa hai
Joshish Azimabadi
Sher
baadshaahat do jahaa.n kii bhii jo hove mujh ko
tere kuuche kii gadaa.ii se na kho de mujh ko
Mohammad Rafi Sauda
Sher
but-parastii jis se hove haq-parastii ai 'zafar'
kyaa kahuu.n tujh se ki vo tarz-e-parastish aur hai
Bahadur Shah Zafar
Sher
husn aur ishq kaa mazkuur na hove jab tak
mujh ko bhaataa nahii.n sun.naa kisii afsaane kaa
Joshish Azimabadi
Sher
azal se barse hai paakiizgii falak se yahaa.n
numaayaa.n hove hai phir shakl-e-bahan me.n vo yahaa.n
Deepak Purohit
Sher
mujh saa aashiq aap saa ma.ashuuq tab hove nasiib
jab KHudaa ik duusraa arz-o-samaa paidaa kare
Mirza Maseeta Beg Muntahi
Sher
Gam ke piichho raast kahte hai.n ki shaadii hove hai
hazrat-e-ramzaa.n ga.e tashriif le ab iid hai
Abroo Shah Mubarak
Sher
Abdul Wahab yakro
Sher
kam mat gino ye baKHt-siyaaho.n kaa ra.ng-e-zard
sonaa vahii jo hove kasauTii kasaa hu.aa