SEARCH RESULTS
Showing search results for "hove.n"
Ghazal MATCHES FOR "hove.n"
Ghazal
sone ke patte hove.n har ik gul ke kaan me.n
maqduur ho jo bulbul-e-gulzaar ke liye
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
bikhrii hai zulf us ruKH-e-aalam-faroz par
varna banaa.o hove na din aur raat kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
mastuurii KHuub-ruu.ii dono.n na jam' hove.n
KHuubii kaa kaam kis kii iz.haar tak na pahu.nchaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
aa.nkhe.n jo hove.n terii to tuu ain kar rakhe
aalam tamaam gar vo nahii.n to ye sab hai kyaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
kyuu.n na har gul pe hove.n zamzama-sanj
bulbul-e-KHush-taraana hai.n ham log
Muntazir lakhnavi
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
aazaad sab jagat ke aa kar Gulaam hove.n
jab buudlii banaave apnaa baran mamolaa
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
gar shab kuu.n sair karne nikle 'siraaj' mah-ruu
jaah-o-jalaal vaale ho.ve.n misaal vaale
Siraj Aurangabadi
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
parde hazaar hove.n haa.il pa husn us kaa
detaa hai taalibo.n ko diidaar sab taraf se
Meer Hasan
Ghazal
yaa-ilaahii kahii.n asraar na hove.n is me.n
taa.ir-e-dil mai.n giraftaar karuu.n yaa na karuu.n
Fakhir Lakhnavi
Ghazal
Mardan Safi
Ghazal
har bul-havas us jins kaa hotaa haigaa KHvaahaa.n
jaa.n-baaKHtaa-KHvaa.n hove.n KHariidaar-e-mohabbat