SEARCH RESULTS
Showing search results for "make-up"
Sher MATCHES FOR "make-up"
Sher
Raghib Muradabadi
Sher
jo maze aaj tire Gam ke azaabo.n me.n mile
aisii lazzat kahaa.n saaqii kii sharaabo.n me.n mile
Imam Azam
Sher
nikle hai.n ghar se dekhne ko log maah-e-iid
aur dekhte hai.n abruu-e-KHamdaar kii taraf
Parveen Umm-e-Mushtaq
Sher
am.aa kii parii maane-e-parvaaz hai jis tarah
cha.Dhte nahii.n murGaan-e-shikam-ser havaa par
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
Akbar Allahabadi
Sher
agar hayaat hai dekhe.nge ek din diidaar
ki maah-e-eid bhii aaKHir hai in mahiino.n me.n
Mirza Raza Barq
Sher
pa.D ga.ii jaan jo us tifl ne patthar maare
aaj jugnuu kii tarah har sharar-e-sa.ng u.Daa
Muneer Shikohabadi
Sher
roza-daaraan-e-judaa.ii kuu.n KHam-e-abruu-e-yaar
maah-e-iid-e-ramazaa.n thaa mujhe ma.aluum na thaa
Siraj Aurangabadi
Sher
apnii is aadat pe hii ik roz maare jaa.e.nge
ko.ii dar khole na khole ham pukaare jaa.e.nge
Waseem Barelvi
Sher
bahtii hu.ii aa.nkho.n kii ravaanii me.n mare hai.n
kuchh KHvaab mire ain-javaanii me.n mare hai.n
Ejaaz tawakkal
Sher
ra.ng baate.n kare.n aur baato.n se KHushbuu aa.e
dard phuulo.n kii tarah mahke agar tuu aa.e
Zia Jalandhari
Sher
huzuur aap takalluf me.n kyo.n pa.De hu.e hai.n
mare hu.o.n ke janam-din nahii.n manaataa ko.ii
Haseebul Hasan
Sher
patthar to hazaaro.n ne maare the mujhe lekin
jo dil pe lagaa aa kar ik dost ne maaraa hai
Sohail Azeemabadi
Sher
is liye kahte the dekhaa mu.nh lagaane kaa maza
aa.iina ab aap kaa madd-e-muqaabil ho gayaa