SEARCH RESULTS
Showing search results for "shumaare"
Sher MATCHES FOR "shumaare"
Sher
tire firaaq kii sadiyaa.n tire visaal ke pal
shumaar-e-umr me.n ye maah o saal se kuchh hai.n
Amjad Islam Amjad
Sher
Erum Zehra
Sher
Akhtar Shumar
Sher
aataa hai daaG-e-hasrat-e-dil kaa shumaar yaad
mujh se mire gunah kaa hisaab ai KHudaa na maa.ng
Mirza Ghalib
Sher
taaro.n kaa go shumaar me.n aanaa muhaal hai
lekin kisii ko nii.nd na aa.e to kyaa kare
Hamidullah Afsar
Sher
na kar shumaar ki har shai ginii nahii.n jaatii
ye zindagii hai hisaabo.n se jii nahii.n jaatii
Fazl Tabish
Sher
safar hai shart musaafir-navaaz bahutere
hazaar-haa shajar-e-saaya-daar raah me.n hai
Haidar Ali Aatish
Sher
abhii safar me.n ko.ii mo.D hii nahii.n aayaa
nikal gayaa hai ye chup-chaap daastaan se kaun
Akhtar Shumar
Sher
maanaa nazar ke saamne hai be-shumaar dhu.nd
hai dekhnaa ki dhu.nd ke is paar kaun hai
Amjad Islam Amjad
Sher
Bashir Badr
Sher
muddato.n me.n aaj dil ne faisla aaKHir diyaa
KHuub-suurat hii sahii lekin ye duniyaa jhuuT hai
Akhtar Shumar
Sher
mai.n ghar ko phuu.nk rahaa thaa ba.De yaqiin ke saath
ki terii raah me.n pahlaa qadam uThaanaa thaa