SEARCH RESULTS
Showing search results for "shumaare"
Ghazal MATCHES FOR "shumaare"
Ghazal
sa.ii-e-paiham hai taraazu-e-kam-o-kaif-e-hayaat
terii miizaa.n hai shumaar-e-sahar-o-shaam abhii
Allama Iqbal
Ghazal
Sabir Zafar
Ghazal
miraa vajuud shumaar-e-nafas me.n aayaa na.ii.n
tamaam-umr mai.n saa.nso.n ke bas me.n aayaa na.ii.n
Aqib Sabir
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Zafar Iqbal
Ghazal
tire firaaq kii sadiyaa.n tire visaal ke pal
shumaar-e-umr me.n ye maah o saal se kuchh hai.n
Amjad Islam Amjad
Ghazal
shumaar-e-shauq me.n uljhii hu.ii shu.aa-e-nazar
hazaar ruuThte ra.ngo.n ke ruup dhaartii hai
Zafar Iqbal
Ghazal
raakh ho jaa.e mohabbat kii havelii pal me.n
ik tabaahii mai.n sharaare se uThaa saktii huu.n
Sidra Sahar Imran
Ghazal
vo aa.e yaa ki na aa.e ye us kii hai marzii
shumaar-e-gardish-e-lail-o-nahaar kaun kare
Zaigham Hameedi
Ghazal
shumaar-e-taar-e-garebaa.n me.n hai jo uljhe hu.e
vo haath bhii to hame.n diijiye du.aa ke liye
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
sitam hai.n ye 'vahshat' tirii Gaflate.n
tujhe kaash hotaa shumaar-e-nafas
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
sarf-e-shumaar-e-daulat-e-duniyaa hu.e jo log
vo naa-muraad dil kii imaarat kahaa.n se laa.e.n
Razi Akhtar Shauq
Ghazal
javaaz kuchh bhii nahii.n ab pa.e-shumaar-e-nafas
ko.ii umiid kii KHushbuu na ko.ii yaas kaa rang