SEARCH RESULTS
Showing search results for "viiraane"
Sher MATCHES FOR "viiraane"
Sher
na.e diivaano.n ko dekhe.n to KHushii hotii hai
ham bhii aise hii the jab aa.e the viiraane me.n
Ahmad Mushtaq
Sher
raat yuu.n dil me.n tirii kho.ii hu.ii yaad aa.ii
jaise viiraane me.n chupke se bahaar aa jaa.e
Faiz Ahmad Faiz
Sher
Fani Badayuni
Sher
Ram Narayan Mauzun
Sher
dil ke viiraane me.n ghuume to bhaTak jaa.oge
raunaq-e-kuucha-o-baazaar se aage na ba.Dho
Ada Jafarey
Sher
Faiz Ahmad Faiz
Sher
Shabnam Rumani
Sher
mai.n ne aabaad kiye kitne hii viiraane 'hafiiz'
zindagii merii ik uj.Dii hu.ii mahfil hii sahii
Hafeez Banarasi
Sher
ro pa.Dii raat simaT kar mire dastaane me.n
chaa.nd ko duur kahii.n kho diyaa viiraane me.n
Pash
Sher
Mustafa Zaidi
Sher
Majrooh Sultanpuri
Sher
log patthar ke the fariyaad kahaa.n tak karte
dil ke viiraane ham aabaad kahaa.n tak karte
Rashid Taraz
Sher
dil kii uj.Dii hu.ii haalat pe na jaa.e ko.ii
shahr aabaad hu.e hai.n isii viiraane se
Nazeer Banarasi
Sher
duur tak dil me.n dikhaa.ii nahii.n detaa ko.ii
aise viiraane me.n ab kis ko sadaa dii jaa.e
Ali Ahmad Jalili
Sher
Khatir Ghaznavi
Sher
Muneer Niyazi
Sher
jaise viiraane se Takraa ke palaTtii hai sadaa
dil ke har goshe se aa.ii tirii aavaaz mujhe